Monday, 29 May 2017

English/Hindi

  1. Aayeeyeh Aayeeeyeh byteeyeh 
  2. Yahan byteeyeh wahan muth byteeyeh.
  3. Yeh sofa per byteeyeh.
  4. Wo kursi barobar naheen hai.
  5. kya layngay? garam or thanda?
  6. Thanda chalega.
  7. Kya dewoon? sherbet yaa Cola
  8. Sherbet kafee hai.
  9. Kownsa sherbet pasand Hai?
  10. Nannari or gulab?
  11. Nannari mujeh bahuth pasand hai.
  12. Achcha abhi lekar aathaa hoon.
  13. yef Remote leejeeyah.
  14. Aapko jo channel pasand hai,Wo daal dhena.
  15. Sukriya,thanks dhanyawadh.
  16. Kaisa hai Gulab sherbath?
  17. Achcha hai. 
  18. Kahan miltha hai yeh?
  19. Sub dukhan mayn?
  20. Iska kya keemath hai? Bhaav hai?
  21. lugbug 30 rupayya.
  22. Jub ghar jaathaa hoon yeh jaroor lay jawoonga.
  23. ghar mayn sub loak achchay hein naa?
  24. Haan,
  25. Aapka bada ladka abhi kidher hai?
  26. Mumbai mayn.
  27. Uska Shaadi ho gaya kya?
  28. Haan.
  29. Aapka ladaki kya karthee hai?
  30. Wo 12 th mayn pad rahee hai.
  31. Kownsa school mayn?
  32. Vivek high school.
  33. Wo kahan hai?
  34. Gandhi Nagar mayn.
  35. Wo school kaisa jathee hai?
  36. Myn roaj  school mayn chodtha hoon.
  37. Aapka pass kownsa gaadee hai?
  38. Indica.
  39. Uska rang kya hai?
  40. Safedh.
  41. http://www.centralbooksonline.com/school-books/frank-brothers-co.html

No comments:

Post a Comment